Wo kya hai,
ki zindagi mein kuch log aate hain,
jinke aage tum bich jaate ho...
Main kehta hun, Main kharch ho jata hun,
Zindagi ke baazar mein,
Zindagi ke baazar meinTeri bhi dukaan thi ik sanam,
Do pal sukoon ke liye, Kharch ho gaye yun poore hum,

Daur kuch aisa tha ke,
Waqt ko hi waqt ki qami si ho gayi…
Daur kuch aisa maano waqt ko hi waqt ki kami si yun hone lagi,
Gaur se jo hamne dekha, Maine jana, tune maana,
Khamakha hi masroof the miyan!
Zindagi ke baazar mein, Teri bhi dukaan thi ik sanam,
Do pal sukoon ke liye, Kharch ho gaye yun poore hum,
Zindagi ke baazar mein, Teri bhi dukaan thi ik sanam,
Do pal sukoon ke liye, Kharch ho gaye yun poore hum,
Tedhi medhi, Inn Raahon par,
Yun to laakhon chehre mile,
Kuch humsafar the, Kuch humnava the
Phir bhi kyun na mera dil mile,
Kaisa rasta hai,
Kaisa hai ye safar,
Naa hi manzil hai,
Na hi hai koi ghar,
Daur kuch aisa tha ke,
Daur kuch aisa tha ki waqt ko hi waqt ki kami si yun hone lagi,
Gaur se jo hamne dekha, Maine jana, tune maana,
Khamakha hi masroof the miyan!
Zindagi ke baazar mein, Teri bhi dukaan thi ik sanam,
Do pal sukoon ke liye, Kharch ho gaye yun poore hum,
Zindagi ke baazar mein, Teri bhi dukaan thi ik sanam,
Do pal sukoon ke liye, Kharch ho gaye yun poore hum.